60 thoughts on “बैंक खाता को NPCI से लिंक कैसे करे? Link Bank Account & Aadhar Card to NPCI”

  1. Sir mera account fino bank me hai or Mera dbt bhi usi bank me active hai toh use kaise deactivate kare or account operating bhi mere hatha me nahi hai waha college walo ne apne hath me le rakhi hai mera sarkari yojana ka paisa scholarship ka paisa sab ushi me ja Raha hai

    Reply
  2. DBT online check karne wali webside nahi chal rahi hai OTP aane ke baad page open hi nahi ho raha hai aur abhi pese bhi nahi aaye hai kripiya bataye kya kare mera mobile no. 881536XXXX hai

    Reply
  3. Mai Subhash Rai UBI bank Account ko NPCI link karaya hu pmkisan installment ke liye lekin mera close account
    IOB NPCI link so kar raha hai aur usi khate me installment ka DBT huaa hai.
    Mai us bank se npci link ko delink karane ke liye apply kiya bank wale kahate hai ho gaya aur UBI bank wale kahate hai npci link ho gaya mai kya karu

    Reply
    • Subhash jee aap ek dusre bank me apna account open karwaiye aur usme apne aadhar card aur bank account ko NPCI se link karwaiye.
      Aapka pahle ka link automatic hat jayega.
      Ya fir aap chahe to aapka pahle se dusre bank account me jo khata hai use NPCI se link karwa dijiye.
      OK Thank You.

      Reply
  4. Sir maine apne account ko October me adhar npci se link karya tha par abhi tak msp ka paisa account me nhi AA pa Raha hai bank wale kahte hai npci ho gya hai or jaha se paise Ane hai wo kahte hai npci nhi hua hai

    Reply
  5. Sir mne 20 days pehle bank me form submit kr diya hai lekin status par seed adhar to bank bata raha hai tou kya process Kare uski

    Reply

Leave a Comment