60 thoughts on “बैंक खाता को NPCI से लिंक कैसे करे? Link Bank Account & Aadhar Card to NPCI”

    • Radhika jee aap apne bank me jaaiye aur wahan par article me diya gaya form download karke use bhar kar apne bank me jama kar dijiye. Aapka kaam ho jayega. OK Thank You.

      Reply
  1. Do kkato m npci ho sakta hai kya.
    Hum jis account npci or adhar link karwana chate hai us par ho sakta hai kya

    Reply
    • Jee Tripathi jee aap jis account me chahe us account ke branch me application de kar Bank Account ko NPCI se link karwa sakte hai. Aur rahi baat do khaato Ko NPCI Se link karwane ki to wo ek time me aap ek hi account ko NPCI Se link kar sakte hai. OK Thank You.

      Reply
  2. Mujhe 4din ho gye, mene meri bank me npci ka farm diya hai abhi tak mera khata npci pe link nahi bata rha h, ab me kya karu,
    Mene dusri bank me khata bhi khulva liya aaj, kya usme npci link ho jayega,

    Reply
    • जी बिलकुल हो जायेगा रोहित जी यदि आपने अपना खाता Indian Post Payment Bank या Airtel Payment Bank खुलवाया होगा तो आपका अकाउंट NPCI से जरुर लिंक हो जायेगा. लेकिन बेहतर होगा की आप नया अकाउंट न खुलवाकर अपने पुराने अकाउंट में ही आधार कार्ड को NPCI से लिंक करवाइए.
      इसके लिए आप दोबारा फॉर्म भर कर जमा कर सकते है.
      धन्यवाद रोहित जी आपका कमेंट पढ़ कर काफी अच्छा लगा.

      Reply
  3. Aadhar link ki receipt mp online se nhi nikal rhi hai bank (boi) me kha ki link hai lekin receipt nhi nikal rhi kya krna pdega kyoki mp online me no link bank bta rha hai .

    Reply
  4. Sir npci form bharte waqt ju adhar card pe mobile number hai Wu hi
    mobile number dalna Hoga ya koi aur mobile number bhi dal sakhte

    Reply

Leave a Comment