60 thoughts on “बैंक खाता को NPCI से लिंक कैसे करे? Link Bank Account & Aadhar Card to NPCI”

  1. सर मैं जहा काम करता हु उस दुकान वाले ने मेरे आधार से कई बार लाखो रुपए का आलमारी और आयरन शीट खरीद कर अपने दुकान में लाकर बेचता है तो क्या सर ई श्रम का लाभ यानी मेरे अकाउंट में पैसा आएगा कृपया जवाब देने की कृपा करे,,,

    Reply
    • Mohammad Akhtar jee wo Income tax dene se bachne ke liye aapke aadhar card ka use karta hai. Behtar hoga ki aap use apna adhar card aur PAN Card nahi de to badhiya hoga.
      Anyway yadi aapke aadhar card aur PAN Card se Income tax file nahi kiya gaya hoga to aapko E Shram k albh aapke aapke account me jarur milega.
      OK Thank You.

      Reply
  2. Ser hmare pas 2 bank acaunt hai pnb aur Dackshin Bihar gramin bank pnb ka acaunt aur aadhar npci se link tha aur Dackshin Bihar gramin bank me aadhar link tha ab hmne pnb ka acaunt band karwa lia hu to dakshin Bihar Garmin bank acaunt aur aadhar npci se apne aap link ho jaaga ya bank jana hoga

    Reply
    • Ritu jee Yadi aapne PNB ka account band karwa diya hai to apne aap Dakshin Bihar Gramin Bank me aapka account NPCI se link nahi hoga aapko apne bank me jaa kar Application form bhar kar jama karna hoga tabhi Link hoga. OK Thank You.

      Reply
    • Umesh jee bilkul change hoga, aapko fir se form bhar kar apne naye bank me jama karna hoga. ek bar jab aapka naya Bank NPCI se link ho jayega to aapka purana bank apne aap remove ho jayega aur aapna naya account hi NPCI Se link rahega. OK Thank You.

      Reply
  3. Hallo sar mine Central Bank of India min apna dhar card like biomatics se karvaya tha NPCI se like ho gaya hoga /Kya uske liye Bank min form jama karna hoga

    Reply
    • Krishna jee NPCI se link karwana aur aadhar card se link karwana dono alag alag baat hai. Waise to normali sabhi logo ka bank account aadhar se link hota hi hia. Lekin NPCI Se link nahi hota hia. Yadi aapne sirf aadhar card se bank account ko link karwaya hai to ab aapko NPCI se aadhar + bank dono ko link karwana hoga. OK Thank You.

      Reply

Leave a Comment