60 thoughts on “बैंक खाता को NPCI से लिंक कैसे करे? Link Bank Account & Aadhar Card to NPCI”

  1. Union Bank khate me NPCI Activet tha par ab inactive hai or mujhe SBI bank 🏦 me NPCI Activet karna hai to aap bata sakte hai ki kaise ho sakta hai dusre khate Mein Bank npci Activet Kaise kare

    Reply
  2. Mera do bank h ek bank se message aaya h npci link dusre nhi aaya dono me karva the dusre bank adhar link karke aaya h to hume shamj nhi aa rha huaa h ya nhi and scholarship me dusra bank maag rha h to kya kare

    Reply
    • Aap ek samay kisi ek hi bank me NPCI Link karwa ke rakh sakte hai.
      Yadi aapka dusra bank me NPCI Link hai to aapke usi bank account me Scholarship ka paisa aa jayega.
      Chahe aapne form bharte samay koi bhi bank account diya ho paisa usi me aayega jisme NPCI Link ho
      OK

      Reply

Leave a Comment